Social media counter widget various types ke hote hai. Mai jis social media counter widget ke baare me batane jaa raha hu wah widget ek simple font me show hogi. Is widget me aapko Facebook, Twitter, Google +, Pinterest aur RSS ka option show hoga. Yah widget simple and fastloading hai.
Maine icon ke saath waale social media fans counter widget ke baare me bhi batlaya hai. Agar aapko yah widget pasand nahi aaye to aap apne blog me awesome social media counter widget ko laga sakte hai.
Ab mai aapko batana start karta hu ki social counter widget ko blog me kaise lagana hai.
Social Media Fans Counter Widget Ko Blog Me Kaise Add Kare ?
Step 1
Sabse pahle aap apne blogger ke dashboard me login kare.
Step 2
Layout par click kare.
Step 3
Layout par click karne ke baad ek page open hoga.
Aapko blog me jis place par widget ko lagana hai waha par ke Add a Gadget ki link par click kare.
Step 4
Ab HTML / JavaScript par click kare.
Step 5
Ab ek new page open hoga.
a) Title me ‘Follow on Social Media‘ likhe ya phir apne hisaab se title ko likhe.
b) Niche diye hue code ko copy karke box me paste kar de.
<link rel=”stylesheet” type=”text/css” href=”https://dl.dropboxusercontent.com/u/76401970/All%20Blogger%20Tricks/abt-sliding-social.css”/>

15K+
Facebook

12K+
Twitter

5K+

Google+

4K+
Pinterest

10K+
RSS

<!–Sliding Social Widget at www.newfeaturelog.com–>
Orange colour se social media par ke followers aur like karne waalo ki sankhya hai. Uske place par aap apne followers aur like karne waalo ki sankhya likhe.
c) Save par click kare.
Ab aapke blog me social media counter widget add ho gaya hai. Aap check kar ke dekh sakte hai.
- Social Media Fans Counter Widget को Blog में कैसे Add करे ?
- Awesome Social Media Fans Counter Widget को Blog में कैसे Add करे ?
Social media fans counter widget ko blog me lagane me koi problem aati hai to mujhe comment kare.
Isi tarah ka post padhte rahne ke liye mujhe social media par follow kare. Is post ko apne dosto ke saath facebook par share kare.