Simple and Fastloading Social Media Counter Widget Ko Blog Me Add Kare - NewFeatureBlog

Simple and Fastloading Social Media Counter Widget Ko Blog Me Add Kare

Social media counter widget various types ke hote hai. Mai jis social media counter widget ke baare me batane jaa raha hu wah widget ek simple font me show hogi. Is widget me aapko Facebook, Twitter, Google +, Pinterest aur RSS  ka option show hoga. Yah widget simple and fastloading hai.

Maine icon ke saath waale social media fans counter widget ke baare me bhi batlaya hai. Agar aapko yah widget pasand nahi aaye to aap apne blog me awesome social media counter widget ko laga sakte hai.

Simple-and-fast-loading-social-media-counter-widget-for-blog

Ab mai aapko batana start karta hu ki social counter widget ko blog me kaise lagana hai.

Social Media Fans Counter Widget Ko Blog  Me Kaise Add Kare ?

Step 1

Sabse pahle aap apne blogger ke dashboard me login kare.

Step 2

Click on layout

Layout par click kare.

Step 3

Layout par click karne ke baad ek page open hoga.

Click on add a gadget newfeatureblog

Aapko blog me jis place par widget ko lagana hai waha par ke Add a Gadget ki link par click kare.

Step 4

Click on html JavaScript newfeatureblog

Ab HTML / JavaScript par click kare.

Step 5

Ab ek new page open hoga.

Paste code in the box and save newfeatureblog image

a) Title me ‘Follow on Social Media‘ likhe ya phir apne hisaab se title ko likhe.

b) Niche diye hue code ko copy karke box me paste kar de.

<!–Sliding Social Widget at www.newfeatureblog.com–>
<link rel=”stylesheet” type=”text/css” href=”https://dl.dropboxusercontent.com/u/76401970/All%20Blogger%20Tricks/abt-sliding-social.css”/>

15K+
Facebook

12K+
Twitter

5K+

Google+

4K+
Pinterest

10K+
RSS

<!–Sliding Social Widget at www.newfeaturelog.com–>

Note :- Red colour se Jo likha hua hai wah mere social media page ka user name hai uske place par aap apne social media page ka user name ko likhe.

Orange colour se social media par ke followers aur like karne waalo ki sankhya hai. Uske place par aap apne followers aur like karne waalo ki sankhya likhe.

c) Save par click kare.

Ab aapke blog me social media counter widget add ho gaya hai. Aap check kar ke dekh sakte hai.

Social media fans counter widget ko blog me lagane me koi problem aati hai to mujhe comment kare.

Isi tarah ka post padhte rahne ke liye mujhe social media par follow kare. Is post ko apne dosto ke saath facebook par share kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *